Tuesday 4 June 2013

pariyoun sa raaj

"Tazray lakh mairay rishtaydar kartay hain
Or sab ka yehe kahna hai pyar kartay hain
Baat itne se hai tum say milie tou jana 
Taire janat mai hum pareoun sa raaj kartay hain
Mai kisi baat say uljhooun tou mana mat karna
Hum usay chairtaay hain maan jis pay kartay hain
Mugh ko nidim sa lagay or mai maafie mangoun
Maaf karna kay hum tou pyar dil say kartay hain
Loog mahboub kay kissay bayan kartay hain
Hum tou tairay he naam apne gazal kartay hain
Mughy tou baywafi or wafa ka hai na pta
Par yea sach hai jahan houn yaad tum ko kartay hain
Mugh ko parwan charhanay mai hath hai taira
Dil say hum shukar taira maire jaan kartay hain"


No comments:

Post a Comment